रविवार, 6 मार्च 2022

Job vs Business

 Job  vs. Business  

   


Job :;

What is job ?

job are two types 

Goverment job and private job.

 

Sarkari job aur private job 

Sarkari job voh hoti hai jah bahut se student jana chate hai. Aur Usme bhi officers jaise class 1,2 officers are specially.

Jinki salary tho lakho me hoti hai .maghar minister ke under me kam karna padta hai.

Aur class 3 yeh ek employment ke roop me mana jata hai. Jisme bharat ke bahut se log jana chate hai.kyuki isme job secure hoti. Aur tho koi depression nahi hota isliye hamare bharat ke log job karna chahte hai. But job ek  specific  payment milte hai .but no risk aur tho bharat me jinke pas government job nahi rahte unko shadi ke liye ladki nahi milte .

Bharat me sabse jayda job ka craise  bihar  aur Uttar Pradesh state me hai.

Kyuki idhar ke log sabse jayda  IAS  bante hai hamare desh se.


Private Job ;

Private job yeh hoti hai ki kise private company dwara nikale gaye vacancy.

Private job me talent ke hisab se hi salary milte . Jaise ki aap me bahut achi markiting skill hai. Aur aap bahut educated hai. Tho apko kisi company ka CEO bhi bana sakte hai. Jisme  salary crore jati hai.

Aur kush tho private job aise hai  agar  kisko talent ki kam hai tho aur marketing skills ki tho usko job me salary thousand me milte hai.agar fhir bhi samaj nahi aya tho job se nikhal bhar fhekte hai. Aur private job me life secure nahi rahte.


Business ;;

Business ek aise cheej hai ise hamari marketing skills aur logo ke sath vywar pe nirbhar karta hai. Business me hamko puri tarike se ajadi milte hai. 

Vaise tho Business me bhi two prakar  hai.

Jaise ki  

Kise bade company  ke chairman and founder 

Aur kisi choti si shop ke owner 

Bussiness man hamese jindagi bar competition ke sath ladhta rahta hai. Uske liye hamesha nahi uljane bani rahte hai. Yah apne jindigi bhar ka pura time Usme invest karte . Aur apna paise invest karke kamata hai. Kyuki bussiness me paisa kamna ki kohi limit nahi rahte. Business hamesha new innovative ideas pe jalta hai aur hamare behaviour pe. Business me profit and loss bahut important cheej hoti hai.  Bussiness kabhi bahut loss me bhi kaha sakte hai . Aur kabhi bahut profit me bhi. Agar koi unpaad bhi hoga tho bhi vo business kar sakte hai.ba uske liye sirf marketing strategy hona . Aur jitne koshish ho sake sahi jagah invest karna. Aur kabhi kabhi galat invest se bahut se bussiness man loss me bhi jate .bussiness  investment aur return pe nirbhar karta hai. Bussiness kohi bhi kar sakte uske liye kishi ki permission ki jarurat nahi padhti.

Agar ap  bussiness me ek bhar safal hoge tho aap ek safal vakti khelege 

Business karke jab log paise kamate hai tho Usme kush government ko tax dete hai jitne nirdharit ki gayi ho. Aur usi tax se government employee ko salary milte hai








Online banking kaise kare Paytm ,Google pay and phone pay se easily

 Online Banking ;;

   


What is online Banking ;;?

Online Banking  se hum mobile se , apne PC se aur  laptop se payement kar sakte hai.

Ise ke liye hamko  kise application ke throw hume  payement karna hota hai.

Ye application hamare bank account se link hoke kise dusere ke  Bank account me sidha payment karte hai. 

Example ke thor pe 

Google pay , Phone Pay , Paytm ,aur bahut se application hai.

Aaj ke jamane me bahut se log mobile banking karte hai. Kyuki pahle ke jamane me agar kiseko  payment bhejne thi tho loge 

DD  karte te badme NEFT /RTGS  aaye  ise payment tho hum ahge vale ko bhej sakte hai par .bahut process lagiti.hai  aur kush charges  bhi laghte hai. Aur  ek bank me form bhi fill up karna padta hai . Aur amount bhejne me 2 or 3 hours laghte hai. Aur RTGS se 2 lakhs ke uper ki payment bhej sakte hai.

Aur yeh mobile banking bilkul safe hai. Aur  ise logo ka jeevan bahut aasan ho gaya hai 

Mobile banking se ap bahut hi aasani se payement kar sakte aur bahut suraksit tarike  se.

Mobile banking se aap ghar baithe apne Electricity bill bhar sakte hai. Aur  bahut kush kar sakte hai.


Aaj ke jamane me sabke suraksit cheque mante hai  but cheque bahut risk hota hai . Agar hamare kabhi cheque bounce ho gaye tho penalty laghte hai. Aur tho cheque clear karne me bahut time laghte hai.


Google Pay ;

        


What is Google Pay ? Aur ispe apna account kaise banaye ?

Google pay ek online payement application hai. Jo Google dwara devlop ki gaye hai. Yeh application direct hamare bank se link hoti hai .aur hamare bank account ko wallet manke va se hi payement karte hai.

How to devlop account in Google pay ?

Google pay pe apna account banane  ke liye apko pahle apko  application download karna padega Google Play se.

Phir apne account banana padega 

Step by step me apko batuga ki Google pay pe apna account kaise banaye 













शनिवार, 25 दिसंबर 2021

Old coin ke bare me Janiye. Puri jankari. Kya old coin lakho rupees me bikte hai kya. Kya internet pe sirf ufwah hai. Janne ke liye ise post ko jarror pade. Agar kisko old coin hona tho mere paas hi bahut sare pade hai . agar kisko hona tho bathye

 दोस्तो में आज आपको एक महत्वपूर्ण चीज बताने जा रहा हो। 

आज के जमाने में। मुझे सुने रा हो की पुराना सिक्का की किमत (कीमत) लाखो में जहां रही है। विशेष रूप से माता वैष्णो देवी का सिक्का जो की 5 रुपये और। 10 रुपये का सिक्का पे है। शाइन बोर्ड द्वारा।

               









दोस्तो क्या आपको लगता है ये सिक्का लाखो में जत्थे होंगे में अभी अमेज़न पे देखा 

ये कॉइन की कीमत 150 रु. हाय।

क्या पुराना सिक्का लाखो रुपये जाने की ये सब आप वा है। ये सच में सिक्के लाखो रुपये में लोग खरीद कर रहे हैं। वैसा तो मेरे पास बहुत सारे पुराने सिक्के पड़े हैं। . विशेष रूप से। 2 रुपये में पुराना सिक्का 

मेरे पास पुराना सिक्का में छत्रपति शिवाजी महाराज सिक्का भी है।

Aaj ke  jamane log. Purne  sikho (old coins) ka bahut collection karte hai.  Specially  jo bahut hi purane coins hai. Mene suna hai ki ine purane sikho ki kimat lakho me hai. Voho  bhi zee news website par. Kya  purane sikhe itne expensive price me jate hoge ya phir yeh sab ap vah hai. Mene tho yeah bhi suna hai ki  jise note par 786 number hota hai vah note lakho me jaha rahe hai . voho bhi zee news ki website par.  Dosto kya apko lagta hai yeah note lakho me jate hoge .


Aur abhi bhi  to 5 rs ke note par jo tractor chapa huha hai . vah note bhi lakho me jaha raha hai.

Me apne blog me bahut sare coines  ki images dalne vala hu. Aap batane comment  kare kya . kya yeah sikhe coins jaihe ge lakho rupees me he. Aur  ine coins ki uthne price jayenge jo inke vastavik hai. Ya phir market valu.







सोमवार, 23 अगस्त 2021

Education me apna carrier kaise banaye jane ke liye ise post ko Jarror padye

 दोस्तो, मुझे आज आपको बताने वाला वले हो की शिक्षा में अपना कैरियर कैसे बनाया 


मैं इसमे अपना अनुभव शेयर करने वाला हो।  

शिक्षा क्षेत्र में कैरियर कैसे बनें?

              


सबसे पहले तो आपको एसएससी (10वीं) करना पड़ेगा। क्यूकी दोस्तो एसएससी के खराब ही कैरियर की सुर्यत होती है। पहले आप सिरफ पास भी हो तो चलेंगे का प्रयोग करें। SSC me apko Merit karne Jarouri. हाय। अगर आप कभी ग्रेजुएशन में मेरिट मैट करो लेकिन एसएससी मेरिट करना बहुत जरूरी है। बैड मुझे आपको आपको बता देगा की अगर हम ग्रेजुएशन में मेरिट नहीं भी ये तो भी चलेंगे।इसके भरे मुझे आपको आला बटुंगा।


क्यूकी गवर्नमेंट एसएससी के मेरिट आधार पर बहुत साड़ी जॉब दे रही है। जैसे; पोस्ट मी दखिया के थोर पर।

एसएससी के बुरे आप आईटीआई में भी प्रवेश ले सकते हैं। क्यूकी आज के जमाने में आईटीआई को भी बहुत उम्मीद है। और गवर्नमेंट कॉलेज में एडमिशन के लिए एसएससी में मेरिट होना बहुत जरूरी है। बहुत साड़ी कंपनी आईटीआई के आधार पे। अपरेंटिस की जॉब निकलेते है। और हमारे महाराष्ट्र में तो एमएससीईबी हर दो या तीन जॉब अपरेंटिस की निकलते रहते हैं।

आईटीआई छात्र तो अपने खुद का दुकान भी खोल सकता है।

आज के जमाने जीते एसएससी मेरिट स्टूडेंट को वले शायद उतने ही एक बीएससी ग्रेजुएशन वाले को भी नहीं है। 

10वीं के आधार पे तो रेलवे भी अपने जॉब निकलते हैं। ग्रुप डी पोस्ट की।

एसएससी के बुरे आप पॉलिटेक्निक भी कर सकते हैं जो कि तीन साल का होता है। और आपको सिद्ध कंपनी में जॉब मिल जाते हैं। हां फिर गवर्नमेंट भी पॉलिटेक्निक के आधार बहुत साड़ी जॉब निकलते हैं। Ssc ke bad me aap ko three branchs dekhegi 

साइंस, कॉमर्स और आर्ट लेकिन सबसे ज्यादा आज के जमाने में कम एजुकेशन को वाले है। और क्वालिटी एजुकेशन को वाली है। आज के जमाने में तकनीकी शिक्षा को वेले है चिकित्सीय शिक्षा उतनी ही नहीं।

अगर अपने साइंस स्ट्रीम से 12वीं (HSC) की या तो आपको साइंस के तीन विषय मिलेंगे फिजिक्स, केमिस्ट्री और बायोलॉजी।

अगर अपने 12वीं पास करले तो आपके सामने बहुत विकल्प आएंगे लेकिन एसएससी जीते नहीं।

आप 12वीं साइंस के बैड मेडिकल फील्ड में भी जा सकता है। क्योंकि आज के जमाने में मेडिकल फील्ड को बहुत कीमती कोर्स है।

मेडिकल में आप डॉक्टर, नर्स, लैब टेक्नीशियन, फार्मासिस्ट, वार्ड बॉय, और फिजियोथेरेपिस्ट, डेंटिस्ट और बहुत सी फील्ड है मेडिकल के लिए शीर्ष कॉलेजों में सरकारी कॉलेज हैं। लेकिन मेडिकल मुझे निजी कॉलेजों में अच्छी शिक्षा अच्छा है लेकिन फीस बहुत ज्यादा है। और गवर्नमेंट कॉलेज मे टॉप मी एम्स। दिल्ली अथा है जो की इंडिया का टॉप मेडिकल कॉलेज है। और इसे कॉलेज के फीस कुश। हजार रुपये मे है। ये कॉलेज अपने कुद परीक्षा का आयोजन करता है।

अगर आप इंजीनियरिंग या तकनीकी क्षेत्र में जाएंगे तो एपी एक इंजीनियर तो बन जाएंगे लेकिन आज के जमाने में इंजीनियरिंग के बहुत से कॉलेज हो गए है जो की मात्रा शिक्षा हो गया है गुणवत्तापूर्ण शिक्षा से सिरफ खुश कॉलेज जो में बच्चा। स्थानीय इंजीनियरिंग कॉलेजों में बस डिग्री देने का काम कर रहे हैं। 


अगर आपको टॉप इंजीनियरिंग कॉलेज से इंजीनियरिंग करना है। तो आपको आईआईटी (भारतीय प्रौद्योगिकी संस्थान) में प्रवेश करना होगा वहा के शिक्षा में बहुत गुणवत्ता है। आज तक जिसे भी IIT में एडमिशन दिया है, जॉब जारर मिले है का इस्तेमाल करें। IIT अपने परीक्षा खुद का आयोजन करता है। जी मेन और जी एडवांस्ड। जो खी बी.टेक कोर्स के लिए आयोजित करता है 

और एपी आर्किटेक्चर भी बन सकते हैं उनके लिए भी ये कॉलेज हैं। 

और।



रविवार, 11 जुलाई 2021

Business man kaise bane ?. Akhir kya hota business ka tycon. Yeh sab janiye ise post me.

  

  .... Bussines Man  ...

 Ek. Kamyab Business  man kaise Bane. Jane ke liye ise post ko jaroor pade. Aur Janye  safal Bussines man kaise bane. .

         Me   aaj apko batane ja raha ho . kaise ek kamyab business man bante hai.


             🕴🕴


Insaan ko business  karne ke liye bahut sari quality develop karni padhti hai. Bussines karne ke liye apko ek accha sa goal banana padhta hai. Aur phir usse achieve karna padhta hai . 

         


Bharat desh me bahut se log naukri karna jayda pasand karte hai. Specially goverment job. Kyuki usme risk kam hota hai. Par apko ek safal bussinesman  banaae ke liye risk to uthna padega. Kyuki jo bhi bade bussinesman   bana hai. Unka past bahut muskill se gujra huha hota 

hai.bussinesman me kuch log pure barbat  bhi hote hai . aur kuch bahut safal bhi hote hai.  Bussines ki surut  ek mamuli  chai ki tapri or stall  shuraat hoti hai aur ek badhi si industry pe katam hoti hai. Bussines  me bahut se company  national and multinational company hoti hai.

            

Apne to sune hoga  ek mamuli samosa wala , ya  phir naste vale bhi bahut amir ho jate hai. Agar usme bussines ka knowlege hai tho.  Kyuki dosto quality jayda mayne rakhti quantity ke . aaj  ke jamane me tho ek maumli chai vale bhi goverment officer se jayda kama lehte hai. Agar unke chai bahut famous hai tho.

               


Agar apko ek kamyab Bussines man bana hai tho apko MBA ki jarurat nahi. Apko ek acchi pachan ki jarurat hai. Pachan aur quality ke dam par aap ek safal bussines man ban sakte hai. Agar bussines family se relation tekte hai. Tho apko bhi thoda bahut bussines ka knowledge aha jayenge .  kuch log tho apne bussines badne ke liye din rat laga dehte hai.  Par safal vahi hote jaldi jo innovation aur dimag ke dam par karte hai.


Bussines   karne ke liye aap ke  mamuli si kairana shop khol sakte hai aur dhire dhire ise wholsale karke apni ek khudki ki manufacturing company khol sakte hai. Aaj jamane me to log paani  se bhi paise kama rahai hai. Dher hai tho sirf shurvat ki. 


Aaj ke jamane me kirana dukandar bhi edible oil ke pouch pekh kar rahe . aur tin pe pekh  kar rahe.


Bussines ki shuruvat  hamse" A "se  hote aur. "Z" pe katam hoti hai.  Ek bussiman me hamese namrata hoti hai.  Bussines man hamsa  mehnatee  hota hai. 


Dosto agar  apko  post achi lage tho comment jarror karne . agar apko ise post me koi mistake lagte hai. Comment karke jarror bataye.


Dosto , ek kahayat hai . ek bussiman kabhi vakhat ka itjaar nahi karte. Yeh tho 

Apna Vakhat khud lahta hai.

शनिवार, 26 दिसंबर 2020

Maharastra Geography for Mpsc student only




Maharastra Geography for mpsc  , and other Competative  exam in Maharastra. And District and block level exam in Maharastra.




Maharastra state is Established in 1 may  1960.
1️⃣ New 2020 , Maharastra in 36 District 




The western chats is start to maharastra is konkan region to End in kerla . 
The western ghats of Maharastra region is known as sayendri hills.

The Maharastra is largest sayendri hills is kalsubai hills.



Abhi me jo bhi apko Maharastra ke bare me batunga  pura hindi me.

Maharastra me sabse jayda Black Soil pahye jati hai. Aur uske ek important reason hai.kyuki jab maharastra me Jawalamukhi se lawa  nikal raha tha. Uske bad yeh jawalamukhi ka laws kuch din thanks hui . uske bad use me se black soil  bana.

Maharastra me sabse jayda black soil pa hi jati hai. Maharastra me sabse jayda  dakhan ke pathar hai. Maharastra me sabse jayda hills hai.   Vaise tho Maharastra ka vidarb  sabse jayda Agriculture ke liye famous .

Maharastra me  sabse pahle tho.three reigion hai.
1. Konkan region 

2. Marathwada region

3. Vidarb  region


Tho sabse pahle suhruvat ham konkan region ki karte  hai. 
Maharastra ke konkan reason me sabse Jayda barish padhti hai. 
Konkan region me mumbai  city aur uske as pas ke kaise jile  athe  hai. 



India Jankari

India Jankari
India Jankari blog is famous for name is IndiaJankari.blogspot.com India Jankari blog is found in 2015 year. It is very Interesting blog. To share in knowlegde 🇮🇳 India Jankari blog is Founder and writter Pravin Dhameja Abhi me apko jo bhi batuga par Hindi Language me . mera blog banane ke bad India Jankari name se bahut sare blog ban gaye par une sabse mera blog bahut purana hai hai. vase tho me full time blogger nahi ho. par jab muje time milte hai me ek new post likhta ho. agar apko kabhi mere blog me kuch kami nazar aye ya phir bahut pasand aye muje comment jarror kare. agar ap mere blog par apne koi post share karna chate hai tho ap share muje kar sakte hai.
apki jo bheje hui post 3 step me check hoti hai uske bad use post ki checking hoti hai. ki post ye copyright tho nahi hai. agar hai tho apki post disqualified ho jayengi. mera blog google search optimised hai .