रविवार, 7 जुलाई 2019

CPC aur CTR kya hoti iski puri Jankari Jane.----India Jankari

Tags

CPC. Aur. CTR   kya hota hai iski puri  Jankari Jane

Ise post me👍

💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐
           Cpc aur CTR   yeh. Dono part google adsense ke hai. 
                

Consider karlo,
Ki apko apne  blog pe google adsense approved ho jayenga tho apko lagta hoga ki apki earning tab se chalu ho jayengi .
  Par aisa nahi hota. Kyuki bahut se logo ka adsence approved tho ho jata hai . Par earning nahi hoti.
Vaise tho iske bahut se karan isliye mene yeh post apne blog pe likhe hai.

,CPC. Kya hai.???- - -?

CPC (cost per click) hamko cpc ke basis pe adsense  earning hoti. "But CPC is depends upon more things"
CPC is directly proportional to good content ,SEO friendly website or blog , page views is also more important.

SEO friendly kya hai jane ise post. Me  hamari adsense earning SEO pe bhi depend hai.ap agar kise bhi blog ki post pe jaye apko SEO word dekha hai.
Kahte hai earning ke liye  SEO hona jaruri hai. SEO(search engine optimization) hona jaruri hai. Aur kahte hai agar hamara blog SEO friendly hai .Tho CPC aur CPR jarur badni hai .Vaise tho adsense ke bahut se rule hai . Phir bhi me apko ise post me 
"CPC aur CTR ke bare me batunga"
                

CPC  is more important factor of google adsense earning.

Vaise tho google adsense ki Indian CPC bahut hi kam hai. Starting me tho aur bhi kam rahti hai. Iske karan tho bahut se loge tho blogging ki chod dete hai.  Ya phir half time blogging karte hai .Iski karun tho India me bahut kam blogger earning kar pahte. Hai.  In karano India me blogger success nahi ho pate. Blogging karne ke liye bahut achi strategy honi hi chahye.
Kyuki blogging karne se pahle bahut si chije dyan me rakni padti hai. Jo log blogging apne carrier blogging ko chunte hai.unhe tho blogging ki taraf dyan dena chaye. Blogging me sabhi bari kiya dekhni chaye.bahut se  log blogging me success nahi bhi hote hai.unhe par blogging  ek dam se nahi sodne chaye.
"Earning ke CPC achi chaye" 
Vaise tho Indian CPC bahut hi kam hai. Mene bahut se logo  suna hai ki India me starting  CPC 0.01$ hai aur last tak 10$ aur usse se bhi kahi guna aur bad sakte hai. Apne. Blog ki cpc achi karne ke liye mene tho sune hai 2000 se 3000 words content post me hona hi chahye. Jise hamar post ek knowledge  ble ho jaye. Post likhne se pahle bahut si chejo pe hame dyan dena hi chahye.
Jaise ki post hamari  SEO friendly honi chahye.usme jitne ho sake quality aur quantity content hona chahte .Ise hamare blog. Ki CPC bahut  achi ho jayenga . Jitna ho sake apne blog pe visitors badhao. Aur post bhi bahut sari honi chaye ..Jaise ki hamari ek post pe 1000 visitors ahe tho hame 100  ya 200 post bhi hogi . Tho hamare tho per day 1lack se 2 lack visitors ho jayenge. Agar hamari post pe 1 lack page views ho gaye tho hamare blog pe per day 50 se leker 100 ya 100 se leker 1000 clicks ho gaye tho hamari earning bahut achi hogi.but problem yah ata hai ki . Bahut click tho ho jate hai . Par earning bilkul nahi hoti. Iskeliye CPC bahut hi important hai.  Hamare adsense account pe likha hota hai ki hame ek add pe kitne milte hai .Uspe hamari earning depend hai. cpc ka meaning yah hota hai ki.hame ek click pe kitne milte hai. Aur hamari  Cpc pe depend hai hamari earning.

    SEO (search Engine optimization) kya hai jane .??
                

Apne blog ko SEO friendly banane ke liye bahut kuch karna padta hai. Blogging ek aise place hai jahe pe ham apne hunar proof kar sakte hai. Videsho me bahut se log blogging ko hi apna carrier chunte hai.blogging me ham apna gyan dushro ko bat sakte hai. Apne blog SEO karne ke liye hamko thodi bahut Coding (computer language) bhi ani chaye.  Kyki ham coding se ham apni Templete me badlav kar sakte hai. Isme hamari templete ek professional blogger jaise lagane. Blogger me bahut se template free hoti par unme utni quality nahi hoti. Isliye hamko free template me bahut hi badlav karne padte hai. Jaise ki  social network button ko apni blog ki link dena.aur cpc badne ke liye hame apne blog ko promote bhi karna padta hai.

CTR kya hai Jane  hindi me,??? - - -?

CTR ek important factor hai. Google Adsense ki earning me.vaise tho kahte hai ki CTR. Pe depend  hai hote hai hamari earning
Agar hame apne blog   ki CTR  badni hai tho hame kuch process karne padegi.
Agar CTR badege tho CpC apne ap bad jayengi. CPC is depends upon a CTR.
CTR (cost through Rate) ki ek defination hi hai.
No.of clicks per day divided by No.of Page views per day
                   
 CTR  =.  No.of clicks /No.of       ×100                                  pageviews

Ap kabhi bhi  dekhte hoge  CTR kabhi bhi percentage me hoti hai .
Agar  hame apne blog ki CTR badni hai tho  hame apne blog ko SEO friendly karna padega.
Hamare India me CTR ki suruat  1% se hoti hai baki badti jati hai Deere -deere.

Yeh hai difference CPC aur CTR me.

Agar apko ise post se koi sikayat hai ya phir ap hame kuch suJay dena chate hai. Tho hame comment box pe comment kare...

3 टिप्पणियाँ


EmoticonEmoticon