बुधवार, 24 जुलाई 2019

Free Domain ( .tk , .ml , .gl )ko Apne blog se kaise Jodhe puri Jankari hindi me

Tags

  Free Domain (.tk ,.ml  , .gl) ko Apne blog se kaise Jodhe  Puri Jankari Hindi me👇

Free Domain Kaise karide Jane .?? - -?

free domain  ke liye tho bahut sari website hai.
blogger.com ,wordpress.com , .tk  , .ml , .gq , .ga  , .cf
yeh hai free domain .par blogger.com aur wordpress.com yeh domain hamesha ke liye  free hote hai. 
.tk ,.ml  yeh domain teen mahne ke liye free hote hai.
aur baki domain tho paid ho the hai.

How to buy  Free Domain in Freenom.com ??--?
              

   Freenom ki website pe free Domain karidne ke liye apko freenom.com ki website pe jana hoga .uske bad apko domain check karne padega. ki  free domain hai kya. ya phir kisne buy kar di hai.
freenom ki  website pe bhi apko paid domain milege. ap chahe tho paid domain bhi kharid sakte hai.
freenom ki website pe apko paid domain ki prize hamesha power me hi dekhegi. ap koi bhi domain karide baki apki marji hai.
agar apko free domain mil jaye  tho ap use domain ko buy kar sakte hai.
                  
Jaise ki mene freenom ki  website pe example ke tor pe science hindustan likhe hai.par ise website pe .tk pahle se hi kisne karid liye hai. isliye ham .tk ko tho purchase nahi kar sakte  par ham free vale baki domain karid sakte hai.jaise ki .ml , .gq  ise tarike ke domain karid sakte hai.uske liye apko jo domain chaye apko bas Get it now pe click karna hai.
bad use jaga pe selected likhe ayenga
uske bad upar dehya uha button checkout pe click karo .click karne ke bad.
kabhi kabhi freenom 1 sal ke liye bhi domain free deta hai.uske bad ap yes,I accept the pe click karo.
uske bad continue pe click karne . iske bad apka domain karidke ho jayenga.aur uske niche domain ki validity bhi likhe aha jayengi.1 sal ya phir teen month.aur last date bhi likhe aya jayengi.
uske bad bas apko voh domain apne blog se jodne hai. ap chaye tho kaha se bhi hosting bhi karid sakti hai.

Paid Domain in Freenom website pe Janiye.*

yeh hai paid domain .jiski price USD me likhe hui hai

How to replace blogger.com to .tk
aur ??--?

How to Redirect in blogger.com and .tk Janiye hindi me.✍✍✍✍✍✍👀

How to add in Domain.??

sabse pahle  ap freenom ki website pe sign in karlo. agar apka freenom ki website pe account nahi hai tho. tho pahle account bana lo.
account banhe ke bad sign in karlo.
example dekhne ke liye mene apna account pahle banaya hai.
agar apka account ban Jaye tho phir
niche dekhna
services ke taraf dekhna. aur usme my domains pe click karne.click karne ke bad.ek image aye Jayengi.
uske bad apke domain ki validity bhi likhe ayengi.
uske bad apko manage Domain pe click karna hai. click karne ke bad.
Manage  Freenom DNS pe click karna hai. uske bad ek page aya Jayenga.
uske bad apko Add records ka page bharna hai. uske liye apko more records pe click karna hoga .  6 tims click karne hoga. pahle add records me tho upar vale box me tho www likhna padega.
A ki jaga apko CNAME select karna hoga. aur niche vale box me ghm.google.com likha hoga.
aur dushre vale add record likhne ke liye apko blogger.com pe jana hoga. vahe pe apko setting pe click karna hoga .click karne ke bad
ek page aya Jayena.

set up in third party url pe apko click karna hai uske bad.
uske bad apko likha hua hoa Third party  domain setting uske niche ek box hoga. use box me apne website ke name likhna hai.yah bhi apna domain jodke.aghe www. laghna jaruri hai.bad me save ke button pe click karo.uske bad ek code ayenga. yah cod ko copy karke. add record pe paste karna hai.aur usme cname select karna hai.
aur bakhi ke char add record pe .google server code dalna hai.aur usme A pe click karna hai. bad me save changes pe click karna hai.aur badme apke record sucessfully submit ho Jayenge.
uske bad apko phir se blogger.com pe Jana hoga.aur vaha pe settings me Jana hoga. settings me Jane ke bad .apne jo third party domain pe apni website dale thi vaha pe niche save ka button hoga. use button click karna hoga.
jahe pe apki  nahi website ke name bad edit likha hoga.bad me ap edit pe click karo.click karne ke bad.
ek page ahajaynga  uske bad save button pe click karo.uske bad apki nahye website ban jayengi.aur domain jud jayenga.
yah vali post mahne apne anubhav pe likhe hai. kyuki mene ise pahle apne website .tk joda hai use anubhav pe mene yeh post likhe hai.

  • Agar apko ise post me kuch problem lagti hai .tho hame comment box pe comment kare.

1 टिप्पणियाँ so far

इस टिप्पणी को लेखक द्वारा हटा दिया गया है.


EmoticonEmoticon