मंगलवार, 5 मई 2020

Coranovirus ?.what is coranovirus ? And side effect of coranovirus . It is spered in human .

Tags

     Coranovirus OR Covid 19 In Pandamic all the world .

Coranovirus ke bare me jane hindi me .
Coranovirus  

OR  

COVID -19

  Vaccine 



Coranovirus kaha se aaya ?  Aur iske suruyat konse desh se hui puri jankari jane hindi me.
Kya coranovirus such me pandamic hai kya . Aur kitne desh tak paucha hai yeh virus .

Puri jankari jane 
Ap chaye tho worldmeter pe check kar sakte roj kitne log positive ho rahe hai. 

Ise virus ki suruat November se hui hai . Aur world health organsation (WHO)  ne ise bimari ka nam Covid -19 rakha hai.
Aur vaise tho coranovirus ke bahut sare type hai. Jaise ki alpha coranovius , beta Coranovius , sars coranovirus aur Mars coranovirus . Jo abhi suru hua hai uska nam Noval coranovirus hai. Yeh ek naye tarike ka virus hai.

Abhi me apko starting se batuga ki yeh virus kaha se aya hai. Sabse pahle tho ise virus ki suryat china ke hubai state ke wuhan capital se ahi hai. Iske suryat wuhan city se hui hai. Aur aj puri duniya yeh virus fahla hai.  Vaise tho bata nahi sakte ise virus ki kahe se suruyat hui hai. Par koi kahte hai ki china ke ek lab se suryat hui hai. Aj puri world ke liye pandamic ho gayi hai.

Aj ise virus ki chpat me sabse jayda europe desh ho gaye hai. Aur ap tak ise virus ke vaccine nahi nikhle.yeh virus november 2019 se suruyat ho gayi hai.
Ise virus ki chpat me duniya ke sabse takatwar desh America aur british bhi aha gaya hai.


1 टिप्पणियाँ so far

good information you shared about orona virus. its really dangerous vvirus. We have to pack yourself. traditional dress of kashmir


EmoticonEmoticon