Job vs. Business
Job :;
What is job ?
job are two types
Goverment job and private job.
Sarkari job aur private job
Sarkari job voh hoti hai jah bahut se student jana chate hai. Aur Usme bhi officers jaise class 1,2 officers are specially.
Jinki salary tho lakho me hoti hai .maghar minister ke under me kam karna padta hai.
Aur class 3 yeh ek employment ke roop me mana jata hai. Jisme bharat ke bahut se log jana chate hai.kyuki isme job secure hoti. Aur tho koi depression nahi hota isliye hamare bharat ke log job karna chahte hai. But job ek specific payment milte hai .but no risk aur tho bharat me jinke pas government job nahi rahte unko shadi ke liye ladki nahi milte .
Bharat me sabse jayda job ka craise bihar aur Uttar Pradesh state me hai.
Kyuki idhar ke log sabse jayda IAS bante hai hamare desh se.
Private Job ;
Private job yeh hoti hai ki kise private company dwara nikale gaye vacancy.
Private job me talent ke hisab se hi salary milte . Jaise ki aap me bahut achi markiting skill hai. Aur aap bahut educated hai. Tho apko kisi company ka CEO bhi bana sakte hai. Jisme salary crore jati hai.
Aur kush tho private job aise hai agar kisko talent ki kam hai tho aur marketing skills ki tho usko job me salary thousand me milte hai.agar fhir bhi samaj nahi aya tho job se nikhal bhar fhekte hai. Aur private job me life secure nahi rahte.
Business ;;
Business ek aise cheej hai ise hamari marketing skills aur logo ke sath vywar pe nirbhar karta hai. Business me hamko puri tarike se ajadi milte hai.
Vaise tho Business me bhi two prakar hai.
Jaise ki
Kise bade company ke chairman and founder
Aur kisi choti si shop ke owner
Bussiness man hamese jindagi bar competition ke sath ladhta rahta hai. Uske liye hamesha nahi uljane bani rahte hai. Yah apne jindigi bhar ka pura time Usme invest karte . Aur apna paise invest karke kamata hai. Kyuki bussiness me paisa kamna ki kohi limit nahi rahte. Business hamesha new innovative ideas pe jalta hai aur hamare behaviour pe. Business me profit and loss bahut important cheej hoti hai. Bussiness kabhi bahut loss me bhi kaha sakte hai . Aur kabhi bahut profit me bhi. Agar koi unpaad bhi hoga tho bhi vo business kar sakte hai.ba uske liye sirf marketing strategy hona . Aur jitne koshish ho sake sahi jagah invest karna. Aur kabhi kabhi galat invest se bahut se bussiness man loss me bhi jate .bussiness investment aur return pe nirbhar karta hai. Bussiness kohi bhi kar sakte uske liye kishi ki permission ki jarurat nahi padhti.
Agar ap bussiness me ek bhar safal hoge tho aap ek safal vakti khelege
Business karke jab log paise kamate hai tho Usme kush government ko tax dete hai jitne nirdharit ki gayi ho. Aur usi tax se government employee ko salary milte hai