Online Banking ;;
What is online Banking ;;?
Online Banking se hum mobile se , apne PC se aur laptop se payement kar sakte hai.
Ise ke liye hamko kise application ke throw hume payement karna hota hai.
Ye application hamare bank account se link hoke kise dusere ke Bank account me sidha payment karte hai.
Example ke thor pe
Google pay , Phone Pay , Paytm ,aur bahut se application hai.
Aaj ke jamane me bahut se log mobile banking karte hai. Kyuki pahle ke jamane me agar kiseko payment bhejne thi tho loge
DD karte te badme NEFT /RTGS aaye ise payment tho hum ahge vale ko bhej sakte hai par .bahut process lagiti.hai aur kush charges bhi laghte hai. Aur ek bank me form bhi fill up karna padta hai . Aur amount bhejne me 2 or 3 hours laghte hai. Aur RTGS se 2 lakhs ke uper ki payment bhej sakte hai.
Aur yeh mobile banking bilkul safe hai. Aur ise logo ka jeevan bahut aasan ho gaya hai
Mobile banking se ap bahut hi aasani se payement kar sakte aur bahut suraksit tarike se.
Mobile banking se aap ghar baithe apne Electricity bill bhar sakte hai. Aur bahut kush kar sakte hai.
Aaj ke jamane me sabke suraksit cheque mante hai but cheque bahut risk hota hai . Agar hamare kabhi cheque bounce ho gaye tho penalty laghte hai. Aur tho cheque clear karne me bahut time laghte hai.
Google Pay ;
What is Google Pay ? Aur ispe apna account kaise banaye ?
Google pay ek online payement application hai. Jo Google dwara devlop ki gaye hai. Yeh application direct hamare bank se link hoti hai .aur hamare bank account ko wallet manke va se hi payement karte hai.
How to devlop account in Google pay ?
Google pay pe apna account banane ke liye apko pahle apko application download karna padega Google Play se.
Phir apne account banana padega
Step by step me apko batuga ki Google pay pe apna account kaise banaye
EmoticonEmoticon