How to buy and Registration in Domain.
iske puri Jankari is post me janaye.
yeh blog me hinglish Langauage me likh raha ho.
puri process janiye.
vaise to domain karidne ke liye bahut si company hai jo domain provide karte hai. kuch domain free hote hai to kuch domain paid hote hai.
vaise to kohi bhi paid domain ki shuruvat 2$ * se hote jiske INR Price lagbag 130 -135 ₹ho sakti hai.
vaise to koi bhi company diwali ya phir aur koi festival me offer provide karti hai..
vaise to jaytar log .com karidte hai. jiske price INR 200 Rs ke ahas pas hoti hai.
abhi me apko batunga ki konkonsi company Domain provide karite hai.
1.Bluehost
2.hostgator
3.Godady Indian website(in.godady)
4.Googledomain
5.Netti Gritty
6.Square brother
7.Hosting.India.to
8.India Links
9.Net 4 India
10.Dreamhost
11.Name cheap
12. Host cats
13.e web Gurel
14.Fatdow
15.ig page
16. Z .Net Live
17.Reselter club
18.Big Rock website BigRock.in
yeh sabhi companiya Domain provide karite hai.
jo maine upar likhe yah top company ke hai.
agar ap ek domain karidna chahte hai. to ap pahle pata kara apke name ki koi dusri website to nahi hai
kyuki ek website ki copyright nahi hoti. agar samaj ligiye ki apki ek website hai. kisko us website .com domain hai or apko domain chahye to apko .com chodke ap koi bhi domain purchase kar sakte hai eaisly.
💻 How to check in Domain .💻
Domain kaise check kare ki domain copyright hai kya nahi easily check.
domain check karne ke liye apko ek koi bhi company ki website pe jaye. e.g :godady, Bluehost
yeh website pe janke bad. apke samne us website ki image ayha jayangi. aur us website ka search Engine apke samne aha jayenga .
aur us search engine pe likha hoga check to domain.
Apko bas apne website ka name search engine pe likhna hai. uske bad check to domain pe click karna hai uske bad apko bahut sare domain ke option aya jayenge
aur unke domain ki price unke niche likhe hogi. aur use price ke niche add to card likha hoga.
ap bas apni margi ka domain buy kar sakte hai. easily.
.com domain yeh domain International level ka hai. yeh domain pure world ke liye common hai.
✍ Domain Register kaise kare puri jankari jane easily.
Domain Register karna bahut easily kam hai.
Country name Domain
Afghanistan .af
American samoa .as
Australia .au
Bangladesh .bd
Belgium .be
Bhutan .bt
Brazil .br
Canada .Ca
china people republic .Cn
Colombia .Co
Denmark .dk
Egypt .eg
France .fr
Germany .de
Hong kong .hk
India .in
Indonasia .id
Iran .ir
Iraq .iq
Israel .il
Italy .it
Japan .Jp
Kuwait .kw
Malaysia .mv
Nepal .np
New Zealand .nz
Pakistan .pk
Russia .ru
saudi Arabia .sa
Singapore .sg
south korea .kr
Taiwan .tw
Thailand .th
Turkey .tr
Venezula .ve
Indian goverment .gov.in
🖐 Top Domain or International Domain::
Yeh domain koi bhi official work ke liye hote hai. Koi bhi website kaise pachane yeh domain se pata lag jata hai
🏠 Uses . Domain
1.Travel and Tourism. .travel
2.Internet communication. .tel
3.Professions. .pro
4.Organization. .org
5. Network. .net
6.Individual by name . .name
7.museams. .museam
8.United state miltiary. .mil
9.Companies. .Jobs
10.International. .int
Organizations
11.Information. .info
12.govermental. .gov
13.educational. .edu
14.cooperatives. .coop
15.commerical. .com
16.catalan. .cat
17.business. .biz
18.Asia-pacific region .asia
19.Air Transport Industry . .aero
20.Telivision. .tv
aur bhi kaihe aise domain hai.
ab mai apko batunga ki domain kaise karide. sabhi company ke website ap alag alag tarike se domain karid sakte hai.
fhilal me apko batunga ki godady me domain kaise karide.
apke samne jo search box dekh raha use search box me apni website dalke check kare ki ise website pe jo domain apko chahye vo hai kya. kyanki ak website ki kabhi copy nahi ho sakti.
aur apke samne use domain ki price bhi likhi hogi.
domain karidne se pahle apka use website pe login hona jaruri hai.
agar apka account pahle se banaha hua hai tho koi bat nahi. apko sirf sign in karna padega.
isme mene ek example liya hai.
jaise ki xyz.
xyz mene search engine par likha hai.par mene jo example liya hai xyz . usme pahle se hi kisne .com and .in karid liya hai. isliye ham yeh domain nahi karid sakte.
par aap .online and .ind.in karide sakte hai apko ise image me dekha raha hai.jaise ki
xyz.online ki isme price batara hai ₹114582.64 ise domain ki price hai yoh bhi sirf one year.muje laghta hai yeh domain bahut mehga hai.
consider karlo ki apne xyz.ind.in karid raha tho .apko jah card me samavist kare jaha likha hai vah pe click kare. click karne ke bad.likhe ayenga. apne ek domain chun liye.
agar apko domain ke sath apna naya Email Id banaa hai apko hosting karidne padagi. jaha pe nahi dyanvad likhe hai vah pe click kare apni hosting select kare.agar nahi chaye tho .card me jari rakhe pe click kare uske bad.
ek apke samne form aha jayenga use form ko bas fillup karna hai. uske bad jari rakhe pe click kare aur bad me card se payement kare. bad me vo domain apka ho jayenga. uske bad apko voh domain apne blog pe lagna hoga.
yeh hai puri process domain ki
Agar apko ise post me kuch kami laghi tho .muje comment kare.
niche deye hue comment box.
Aur mere website pe jane ke liye ise link pe click kare
1 टिप्पणियाँ so far
Thanks For This Awsome Post! I am New Blogger. I also created a blog please check MahaLootz
EmoticonEmoticon