$ How to buy hosting in blog or website.
blog aur website ki hosting kaise purchase or buy kare.
iske puri jankari ise blog me di hai.
yeh post me apne blog ki Hinglish language me likh ra hu.
ise semi English kahte.
Agar aap apne blog or website ke liye hosting karidte hai.
to apke blog or website.ek contain mil jayga. jis me aap apne blog ki post dal sakte hai.
vase to hosting karidne ki bahut si companiya hai.
which company is give free domain and hosting?
vaise tho , jaise ki apne blogger.com pe apni website baniye to . blogger apko apni free vali hosting deta hai. aur apko blogger.com namka domain free me deta hai. jaise ki apne blogger pe apni website baniye tho. ap jab apni post likhege tho . apke post google server pe jama hogi. ya samj lo ki blogger apna storage dere hai. jisme aap apni post jama kar sako. hosting ka matlab storage ho tha ha .ki
blogger.com ye google vale banaye hai.
aur iske alaya WordPress.com ye bhi website or blog banane ke liye free me hosting or storage deta hai. aur apna domain bhi deta hai.
vaise tho wordpress ka paid version bhi ata hai. aap sirf paid wordpress ke paid version me hi .com le sakto ho.
wordpress paid version me bahut si suvidha milte hai.
vaise tho aur bahut si companiya hai jo free me apni hosting aur domain deti hai.
Which company is paid domain and hosting.?.
Godady.com yeh ek American company hai jo paid domain aur hosting deti hai.
ise company me lagbhak sabhi prakar ke domain milte hai.
domain ke matlab apke website me piche lagne vala . e.g .com ,.org ,.net ise tarike ke lagne vale.
aur bahut si companiya hai jo paid domain deti hai.
ab me apko batunga ki Domain kaise kaidte hai.
How to buy in domain. for website.
domain karidne ke liye aap jis bhi company ki website se domain purchase kar rahe hai. use website me apko apna account banana padaga. agar apka use website pe account already banaya hoha hai tho. apko sirf sign in karna padega.
bad me ap us website pe ek search Engine hoga use search Engine pe apko apne blog ka name likhna hoga uske bad. apko bahut sare varite dekhegi. usme ap jis name ka domain purchase karna chate uski price vahpe likhe hogi.
how to process in buy to hosting in paid.or vps hosting
VPS hosting (virtual private server)
VPS hosting aap konsi bhi company ki website pe karide sakte hai. jaise ki top company HostGator , Godady aur jaise ke Bluehost company bhi Vps hosting provide karte hai. aap kise bhi website pe VPS hosting ke validity select karge tho apko price likhe aygenge.aur uske niche add to card likha hoga. apko sabse pahle kishe bhi company ki website pe login karna hoga. uske bad apka account ban jayenga.account baneke bad aap use website se hosting karid sakte hai .jis tarah Hostgator company VPS hosting $29.95 per month offer chal raha hai abhi .mere hisab se agar 29.95$ ko rupees me change kare tho 2000 Rs ho sakti hai.
Aur Godady company VPS hosting ke 1136.00 rupee per month leta hai.
ab apko batuga ki godady pe account kaise banaye.vaise tho bakhi company ki website pe account bana sakte. par me abhi apko batunga ga ki godady pe account kaise banaye.
agar apka pahle se godady pe account nahi hai tho. apko create a account pe click karna hoga uske bad ek page aya jayenga.us page pe apko .apni Email Id ,Username aur password likhna hoga .ye sab hone ke bad create account pe click karna hoga. aur apka account godady pe ban jayenga.
Agar apko Godady pe VPS (virtual private service)hosting karidne hai to sabse pahle apko account banana padega jo mene upar bataya hai .uske bad apko
jahape sabhi udpad likha hai vahape click kare.
ke bad apke samne ek page aha jayenga. uske bad apko Hosting pe click karna hai.click karne ke bad
ek page aya jange.uspe apko VPS hosting pe click kare. uske bad ek new page ayenga.
uase page pe apko VPS hosting ki price likhe hogi.jaise ki ise image pe ₹1136.00 per month bola raha hai ap teen sal ke liye bhi le sakte hai.bad me apni validity ko chune kitne month ke liye.uske badjare rakhe pe click kare. click karne ke bad payement ka option aha jayenga.
apko payement karne ke liye kush process lagage.apko ek form bharna padega.apko use form ko fillup karna padega.jo jo form pe likha hai voh bharna padega.ise form pe apko apna GST number bhi likhna padega.aur apko last me save pe click karna hoga
save karne ke apko add to cart . likha hoga.apko payement karne ke bad.apke blog ko hosting mil jayengi.
Agar apko ise post me kuch kami lagaye to ap muje comment karna.
For any disadvantage .comment me.in comment box.
2 टिप्पणियाँ
Your article is very good
more information: What is a Guest Post? And what are its Benefits
Thanks for sharing such a valuable information. i really appreciate your work. Dedicated Server Hosting India.
EmoticonEmoticon